kabhi kabhi q zindegi yah mehsus Kara ti hai tum akele ho aur ek lamba rasrta hai aur sirf tum akele hi chalo ge mushkil bhara safar har waqat ek naya chehra dhoka aur kafi dil tod ne wala safar kya chal sakte ho
next kahani thoda wait thanks
safar zindegi ka tu chalo kuch sachie sun te hai kya kabhi aap ko lag ke aap se zindegi mein kabhi kuch badi galti howi ho aur kafi sal bid tum us galti ko bhol gaye par us galti ne kisi ki zindagi kharab tu nahi kar de yaad karo aur ho sake tu mafi mang lo life
mein us insan ka dil dekha ho ga aap ameer ho who aap ka kuch nahi kar sakta par good aap ko road par la sakta hai kabhi kisi ka dil na tod na wada karo khud se
No comments:
Post a Comment